Tuesday, May 26, 2009

Chat pe na ane ka bahana

!.tabiyat khrab hai

!!. headache hai uaaaaaaaaaaaaaaaa

!!!.mummy chilla rahhai abhi

!V.phone aya(sona ka)

v.neend aa rhi hai

V!.guest aye hai

v!!.kal test hai .

V!!.light gol hai

V!!!.abhi mai bahr hu

!x.bahut raat ho gyi hai

x.mood nhi hai

X!.bhuk lagi hai mai ja rahi hu bye

X!!.nahane ja rahi hu

3 comments:

  1. u always use this bahana dusht !!!.mummy chilla rahai abhi...

    ReplyDelete
  2. 10 bahane kar ke bhag gyi dusht bhag gyi dusht

    ReplyDelete
  3. nya bahana BAHAR JANA HAI plzzz
    aur ek aur nya bahana hai "table ke uper saman rkha hai mai ol nai aa sakti samj na plz"

    ReplyDelete